Riasat mukhalif propaganda bardasht nahi kiya jaye ga, Director General NCCIA Syed Ali Nasir Rizvi
Director General NCCIA Syed Ali Nasir Rizvi ne kaha hai ke anti-state propaganda kisi soorat bardasht nahi kiya jaye ga aur aisay anasir ke khilaf sakht qanooni karwai amal mein…
Director General NCCIA Syed Ali Nasir Rizvi ne kaha hai ke anti-state propaganda kisi soorat bardasht nahi kiya jaye ga aur aisay anasir ke khilaf sakht qanooni karwai amal mein lai jaye gi.
Inhein kahte huay unka mazeed kehna tha ke state ke idaron ke khilaf manfi propaganda ki soorat mein sakht se sakht karwai ki jaye gi.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation