Makan par chaape ke doran gadhe aur kutte ka 800 kilo gosht baramad
Ek makan par chaape ke doran mubina tor par gadhe aur kutte ka 800 kilo gosht baramad kar liya gaya hai.
Ek makan par chaape ke doran mubina tor par gadhe aur kutte ka 800 kilo gosht baramad kar liya gaya hai.
Karwai ke doran moqe se 12 zinda aur 1 murda gadha, 5 zinda kutte, 21 kachwe, 1 gidar aur 1 zinda pangolin bhi qabze mein le liye gaye.
Muqadma darj karke mazeed tehqiqat shuru kar di gayi hain.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation