Karachi ki Model Criminal Trial Court ne Aamir Shah Hussain qatal case ka faisla suna diya
Karachi mein Model Criminal Trial Court ne chaar saal baad Aamir Shah Hussain qatal case ka faisla suna diya hai.
Karachi mein Model Criminal Trial Court ne chaar saal baad Aamir Shah Hussain qatal case ka faisla suna diya hai.
Advocate Abdul Qadir Baloch ne is case ki pairwi ki thi, jis ke baad muqtul ke ahl-e-khana ko insaf mil gaya hai.
Adalat ne mulziman ko sazayein aur muawze ki adayegi ka hukam bhi jari kar diya hai.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation