Maulana Fazlur Rehman aur unke ahl-e-khana ki security wapas le li gayi
JUI senator Kamran Murtaza ne kaha ke Maulana Fazlur Rehman, unke ahl-e-khana aur Dera Ismail Khan wale ghar ki security wapas le li gayi hai.
JUI senator Kamran Murtaza ne kaha ke Maulana Fazlur Rehman, unke ahl-e-khana aur Dera Ismail Khan wale ghar ki security wapas le li gayi hai.
Unka kehna tha ke wakla aur karkunan hoshiyar rahein aur qaidin ke tahaffuz ke liye kisi bhi waqt call di ja sakti hai.
Kamran Murtaza ne yeh bhi kaha ke kisi na-khushgawar waqie ke zimmedar wazir-e-akhla aur wazir-e-azam honge.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation