Karachi ki adalat mein special child ki maa Naila ro pari, shohar par divorce aur tashaddud ka ilzam
Karachi mein ek special child ki maa Naila ne court ke dauran apna dard bayan karte hue bataya ke woh apne bete ki parwarish aur maintenance ke liye case lar…
Karachi mein ek special child ki maa Naila ne court ke dauran apna dard bayan karte hue bataya ke woh apne bete ki parwarish aur maintenance ke liye case lar rahi hain.
Naila ke mutabiq, case ke dauran hi unke shohar Ali Hussain ne unhein divorce de di aur unhein aur unke special child ko tashaddud ka bhi nishana banaya gaya.
Unhon ne adalat mein rote hue kaha ke aaj na unke paas rehne ke liye ghar hai aur na khane ke liye kuch.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation