Karachi mein Gulbai Chowrangi ke qareeb sadiyon purani chhe bhaiyon ki qabron ki dastaan
Karachi mein Gulbai Chowrangi ke qareeb sadiyon purani chhe bhaiyon ki qabren mojood hain jin se judi riwayat ke mutabiq inhen aik magarmach nigal gaya tha aur unhein bachane ke…
Karachi mein Gulbai Chowrangi ke qareeb sadiyon purani chhe bhaiyon ki qabren mojood hain jin se judi riwayat ke mutabiq inhen aik magarmach nigal gaya tha aur unhein bachane ke liye satween bhai Mir Bahr ne jaan khatray mein dali thi.
Muqami riwayat ke mutabiq Mir Bahr ne aik khaas panjra tayyar kiya tha jis mein tez noqdar kelein nasab thin aur is tarah magarmach ko qaboo kar ke chhe bhaiyon ki baqiyat hasil ki gayeen jin ki tadfeen ki gayi.
Azeem sofi shayar Shah Abdul Latif Bhittai ne bhi apne kalam mein is se mansoos zikar kiya hai jabkay haal hi mein Advocate Aijaz Ali Mallah aur un ke sathiyon ne is tarikh maqam ka daura kiya hai.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation