Roos ke ilaqe Siberia mein foji transport tyara gir kar tabah, 17 afraad halak
Roos ke ilaqe Siberia mein mangal ke roz aik foji transport tyara gir kar tabah ho gaya, jis mein sawar tamam 17 afraad halak ho gaye.
Roos ke ilaqe Siberia mein mangal ke roz aik foji transport tyara gir kar tabah ho gaya, jis mein sawar tamam 17 afraad halak ho gaye.
Almi khabar rasaan idare Reuters ke mutabiq, rosi foji tyara An-12 junob maghribi Siberia ke ilaqe Kemerovo mein Yegunovq naam ke gaon ke qareeb hadse ka shikaar hua.
Ilaqe ke governor Ilya Seredyuk ne tyare girne ki tasdeeq ki hai, jabke rosi hakim ne waqey ki tehqeeqat shuru kar di hain aur rosi wizarat-e-difaa ki janib se fori tor par koi bayan samne nahi aya.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation