Brazilian footballer Cathleen Sousa performs Umrah after announcing Islam in February 2026
Brazilian footballer Cathleen Sousa ne February 2026 mein Islam qabool karne ka elan kiya, aur elan ke chand roz baad Makkah Mukarramah pahunch kar Umrah ada kiya.
Brazilian footballer Cathleen Sousa ne February 2026 mein Islam qabool karne ka elan kiya, aur elan ke chand roz baad Makkah Mukarramah pahunch kar Umrah ada kiya.
Unho ne Umrah ki jhalakiyan apne followers ke sath share keen. Sabeq Real Madrid defender aur Brazil ki international khiladi 2024 mein Saudi Arabia muntaqil hui theen.
Unka kehna hai ke Saudi Arabia mein guzare gaye waqt ne unke is faisle ko mutasir kiya. July 2026 mein unho ne Al-Hilal ke sath moahida kiya, jahan woh ab women's team ki kaptani kar rahi hain.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation