Danish Gah-e-Iqbal Karachi ke zair-e-ihtimam hafta waar muzakra 17 November ko hoga
Danish Gah-e-Iqbal Karachi ke zair-e-ihtimam hafta waar muzakra number 32 ka ineqad kiya ja raha hai, jisme Allama Iqbal ke kalam Bal-e-Jibreel (hissa doyum) ki ghazal number 52 par ilmi…
Danish Gah-e-Iqbal Karachi ke zair-e-ihtimam hafta waar muzakra number 32 ka ineqad kiya ja raha hai, jisme Allama Iqbal ke kalam Bal-e-Jibreel (hissa doyum) ki ghazal number 52 par ilmi muzakra hoga.
Yeh nishasat shaheen-e-Iqbal aur ahl-e-ilm ke liye guftagu aur samaat ka ek awami forum hai, jahan fikr-e-Iqbal ko samajhne aur us par tabadla-e-khayal ka moqa milega.
Yeh program 17 November 2026, baroz mangal, sham 5 baje munaqid hoga.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation