Danish Gah-e-Iqbal Karachi ke zeh-e-ahtimam haftawar mazakra number 32 ka inqad kiya ja raha hai
Danish Gah-e-Iqbal Karachi ke zeh-e-ahtimam haftawar mazakra number 32 ka inqad kiya ja raha hai, jis mein Allama Iqbal ke kalam, Bal-e-Jibreel (hissa dom) ki ghazal number 52 par ilmi…
Danish Gah-e-Iqbal Karachi ke zeh-e-ahtimam haftawar mazakra number 32 ka inqad kiya ja raha hai, jis mein Allama Iqbal ke kalam, Bal-e-Jibreel (hissa dom) ki ghazal number 52 par ilmi mazakra hoga.
Yeh nishast shaqeen-e-Iqbal aur ahl-e-ilm ke liye guftugo aur sama'at ka aik awami forum hai, jahan fikr-e-Iqbal ko samajhne aur us par tabadla-e-khayal ka moqa milega.
Yeh taqreeb 17 November 2026, baroz Mangal, sham 5 baje munaqish hogi.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation