Haq Nawaz Talpur Advocate ka Jacobabad Bar Association mein shandar istiqbal kiya gaya
Haq Nawaz Talpur Advocate Supreme Court ka Jacobabad Bar Association ke moazzam wakla ki janib se purtapaq aur shandar istiqbal kiya gaya.
Haq Nawaz Talpur Advocate Supreme Court ka Jacobabad Bar Association ke moazzam wakla ki janib se purtapaq aur shandar istiqbal kiya gaya.
Is moqe par wakla ne Sindh High Court Bar Association Karachi ke sadarati intekhabat 2026-27 ke liye apni bharpoor himayat aur tawoon ki yaqeen dehani karwai.
Haq Nawaz Talpur Advocate ne tamam moazzam wakla ka taha dil se shukriya ada kiya.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation