Shikarpur Mein Jamiat Ulema-e-Islam Youth Wing Ka Pehla Tarufi Ijlas Munqad Hua
Shikarpur ke Kemen Restaurant mein Jamiat Ulema-e-Islam Youth Wing zila Shikarpur ka pehla tarufi ijlas zilai sadar Jaffar Hussain Haidari ki sadarat mein munaqib hua.
Shikarpur ke Kemen Restaurant mein Jamiat Ulema-e-Islam Youth Wing zila Shikarpur ka pehla tarufi ijlas zilai sadar Jaffar Hussain Haidari ki sadarat mein munaqib hua.
Ijlas ki karwai Waliullah Phoor ne chalai aur Abdul Basit Dayo ne tilawat-e-kalam-e-pak ki saadat hasil ki, jabke zilai ameer Maulana Abdullah Mehr aur general secretary Maulana Muhammad Tayyab Mekhu ne khusoosi shirkat ki.
Mauqe par ahudedaran ne apna taruf karaya aur tanzeem ko mazeed faal, mazboot aur munazzam banane ke liye sargarmiyan tez karne par Ittifaq kiya. Iski tafseelat press secretary Zahid Hussain Phoor ne jari ki.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation