Bilawal Bhutto Zardari ne Imran Khan aur PTI ka etmad bahal karne ka mutalba kar diya
Bilawal Bhutto Zardari ne kaha hai ke aap ko Imran Khan aur PTI ka etmad bahal karna parega, makhsoos nashistein wapas karna hongi aur siyasi qaidio ko azad karna parega.
Bilawal Bhutto Zardari ne kaha hai ke aap ko Imran Khan aur PTI ka etmad bahal karna parega, makhsoos nashistein wapas karna hongi aur siyasi qaidio ko azad karna parega.
Unho ne Maulana Fazlur Rehman ke sawalo ka jawab dene aur Imran Khan ka naam lena sikhne par zor diya.
Bilawal Bhutto Zardari ke mutabiq, chahe woh hume pasand ho ya na ho, woh stakeholder hain aur unke baghair mulk nahi chal sakta.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation