Danish Gah-e-Iqbal Karachi ke zeh-e-ahtimam hafta waar mazakrah munaqid
Danish Gah-e-Iqbal Karachi ke zeh-e-ahtimam hafta waar mazakrah number 32 ka inqad kiya ja raha hai, jis mein Allama Iqbal ke kalam, Baal-e-Jibreel (hissa doyum) ki ghazal number 52 par…
Danish Gah-e-Iqbal Karachi ke zeh-e-ahtimam hafta waar mazakrah number 32 ka inqad kiya ja raha hai, jis mein Allama Iqbal ke kalam, Baal-e-Jibreel (hissa doyum) ki ghazal number 52 par ilmi mazakrah hoga.
Yeh nishast shaiqeen-e-Iqbal aur ahl-e-ilm ke liye guftugo aur samaat ka ek awami forum hai, jahan fikr-e-Iqbal ko samajhne aur us par tabadla-e-khayal ka moqa milega.
Yeh program 17 November 2026, baroz mangal, shaam 5 baje munaqid hoga.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation