Gulistan-e-Johar Karachi Mein Music Night Programme Ka Ineqad, Advocate Zainab Baloch Ki Khusoosi Shirkat
Gulistan-e-Johar Karachi mein ek shandar music night programme ka ineqad kiya gaya, jismein Advocate Zainab Baloch ne khusoosi shirkat ki aur MIM News se guftagu bhi ki.
Gulistan-e-Johar Karachi mein ek shandar music night programme ka ineqad kiya gaya, jismein Advocate Zainab Baloch ne khusoosi shirkat ki aur MIM News se guftagu bhi ki.
Is mauqe par mukhtalif Shoba haye zindagi se talluq rakhne wali shakhsiyat aur shahriyon ki bari tadad shareek hui, jinhon ne musiqi aur tafreehi sargarmiyon se Lutf uthaya.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation