Karachi ki Model Criminal Trial Court ne Aamir Shah Hussain qatal case ka faisla suna diya
Karachi mein Model Criminal Trial Court ne Aamir Shah Hussain qatal case ka faisla suna diya hai, jis ki pairwi Advocate Abdul Qadir Baloch ne ki.
Karachi mein Model Criminal Trial Court ne Aamir Shah Hussain qatal case ka faisla suna diya hai, jis ki pairwi Advocate Abdul Qadir Baloch ne ki.
Adalat ne faislay ke doran aik mulzim ko saza-e-maut aur panch lakh rupay jurmana diya, jabkay do aur sathion ko umar-qaid aur panch panch lakh rupay jurmana adaa karne ka hukm diya.
Char saal baad maqtool ke ahal-e-khana ko insaf mil gaya hai.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation