Sabiq folk singer Shazia Khushk ne musiqi ki dunya chornay ki waja bata di
Pakistan ki sadiq folk singer Shazia Khushk ne aik ba-parda interview mein musiqi ki dunya ko khair-baad kehne ki waja se parda utha diya hai.
Pakistan ki sadiq folk singer Shazia Khushk ne aik ba-parda interview mein musiqi ki dunya ko khair-baad kehne ki waja se parda utha diya hai.
Shazia Khushk ke mutabiq, Pakistan ke maroof naat khawan marhoom Junaid Jamshed ki wafat ne un par gehra asar dala aur us ke baad unhon ne 2018 mein glokari chornay ka faisla kiya tha.
Un ke jarwan bachay bairon-e-mulq muqeem hain aur woh akeli hain, lekin unhein yaqeen hai ke Allah kabhi kisi ko akila nahi chorta aur Allah ne unhein hidayat di.
Media reports ke mutabiq, ab woh rawajti libas, jild se mutaliq masnoaat aur zewarat par mushtamil aik chota karobar chala rahi hain.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation