Arts Council Pakistan Karachi East mein Allama Iqbal ke hawale se hafta waar muzakray ka in-qaad
Arts Council Pakistan Karachi East mein Allama Iqbal ke hawale se hafta waar muzakray ka in-qaad kiya gaya.
Arts Council Pakistan Karachi East mein Allama Iqbal ke hawale se hafta waar muzakray ka in-qaad kiya gaya.
Is moqe par maahreen ne Allama Iqbal ki shakhsiyat, un ke falsafay aur daur-e-jadeed mein un ke payaam ki ahmiyat par roshni dali.
Muqarreen ka kehna tha ke Iqbal ka kalam aur falsafa aaj ke daur-e-jadeed mein bhi utna hi mutabiq aur rehnuma hai jitna ke pehle tha.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation