Arts Council Pakistan Karachi East mein Allama Iqbal ke hawale se haftawar mazakre ka Inaqaad kiya gaya
Arts Council Pakistan Karachi East mein Allama Iqbal ke hawale se haftawar mazakre ka Inaqaad kiya gaya, jahan Allama Iqbal ki yadon mein seminar ka inqad kiya gaya.
Arts Council Pakistan Karachi East mein Allama Iqbal ke hawale se haftawar mazakre ka Inaqaad kiya gaya, jahan Allama Iqbal ki yadon mein seminar ka inqad kiya gaya.
Mazakre ke दौरान is baat par roshni dali gayi ke Iqbal sirf aik azeem shair nahi balkay aik azeem mufakir, falsafi aur danishwar thay, aur un ki shaeri sirf musalmano ke liye nahi balkay pure alam ke liye hai.
Wahan maujood shakhsiyat ne bataya ke Iqbal ki shaeri aur falsafa aaj ke dour mein bhi insan ki rehnumai aur rehbari kar raha hai, aur un ka paigham nojawano ke liye mashal-e-rah hai.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation