Gulistan-e-Johar Karachi Mein Music Night Programme Ka Inqad, Advocate Zainab Baloch Ki Khusoosi Shirkat
Karachi mein Gulistan-e-Johar ke muqam par aik shandar music night programme ka inqad kiya gaya, jahan Advocate Zainab Baloch ne khusoosi shirkat ki aur MIM News se guftugu ki.
Karachi mein Gulistan-e-Johar ke muqam par aik shandar music night programme ka inqad kiya gaya, jahan Advocate Zainab Baloch ne khusoosi shirkat ki aur MIM News se guftugu ki.
Programme mein mukhtalif shobah-e-zindagi se talluq rakhnay wali shakhsiyaat aur shehriyon ki bari tadad ne shirkat ki, aur shurka ne mosiqi aur tafarrihi sargarmiyon se bharpoor lutf uthaya.
Report ke mutabiq, is programme ki coverage MIM News HD ne ki jisay Waseem Mirza ne report kiya.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation