Khawaja Asif ke Chairman PPP se sakht sawalaat, Karachi ki halat par sawal utha diye
Muslim League N ke Khawaja Asif ne Chairman PPP se sakht sawalaat pochtay huway kaha ke Karachi shehar ki halat pe dunya rashk karti hai?
Muslim League N ke Khawaja Asif ne Chairman PPP se sakht sawalaat pochtay huway kaha ke Karachi shehar ki halat pe dunya rashk karti hai?
Khawaja Asif ne kaha ke aap 2022 se hukumat mein partner hain, nafa aap ka aur nuqsan Muslim League N ka ya Pakistan ka hai?
Unhon ne mazeed sawal kiya ke kya aap ke haath saaf hain aur kya aap lecture ya dhamki dene ka haq rakhte hain?
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation