Bijli sarifain ke liye mahana aur simahi adjustments mein mazeed izafay ka imkaan
Mulak bhar ke bijli sarifain is waqt simahi aur mahana adjustments mein 2 rupay 89 paisay fi unit ada kar rahay hain.
Mulak bhar ke bijli sarifain is waqt simahi aur mahana adjustments mein 2 rupay 89 paisay fi unit ada kar rahay hain.
Diciembre mein is mein mazeed 1 rupay 33 paisay fi unit tak barhney ka imkaan zahir kiya gaya hai.
Adustments ka yeh kul izafah 4 rupay 22 paisay fi unit honay ka takmeena lagaya gaya hai.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation