Pakistan mein internet sarifeen ko mazeed do haftay tak internet ki raftari aur connectivity ke masail ka samna karna par sakta hai
Senior sahafi aur chairman PEMRA Council of Complaints Sindh Wajahat Kazmi ne X par paigham jari karte huwe bataya ke Pakistan mein internet sarifeen ke liye buri khabar hai ke…
Senior sahafi aur chairman PEMRA Council of Complaints Sindh Wajahat Kazmi ne X par paigham jari karte huwe bataya ke Pakistan mein internet sarifeen ke liye buri khabar hai ke internet ki zeeri samandar cable ki marmat ka kaam 6 December 2026 tak mukammal hone ka imkaan hai.
Unke mutabiq marmat ke is kaam ke baad internet ki raftar aur rabte ki sahulat mamool par aa sake gi.
Iska matlab hai ke Pakistan mein sarifeen ko mazeed kam az kam do haftay tak internet ki raftar aur connectivity ke masail ka samna karna par sakta hai.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation