Ras Al Khaimah mein bus haadsey ke nateejey mein jaan bahq afraad ki tadad 13 ho gayi
Oman se visa tabdeel karwa kar Emirates wapas aney waley musafiron ki bus ko Ras Al Khaimah mein haadsa paish aya, jis ke nateejey mein jaan bahq afraad ki tadad…
Oman se visa tabdeel karwa kar Emirates wapas aney waley musafiron ki bus ko Ras Al Khaimah mein haadsa paish aya, jis ke nateejey mein jaan bahq afraad ki tadad 13 ho gayi hai.
Haadsey ka shikar honey wali bus mein driver samait 41 afraad sawar thay.
Bharti shehriyon ke jaan bahq honey ki tasdeeq ho gayi hai, aur yeh musafir naye visit vison par wapas aa rahey thay.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation