Sri Lankan batter Dinesh Chandimal requests signed shirt from Pakistan star Babar Azam
Sri Lankan batter Dinesh Chandimal ne social media par samne ane wali guftagu ke mutabiq Pakistan ke star batter Babar Azam se un ke dastakhat shuda shirt ki farmaish ki.
Sri Lankan batter Dinesh Chandimal ne social media par samne ane wali guftagu ke mutabiq Pakistan ke star batter Babar Azam se un ke dastakhat shuda shirt ki farmaish ki.
Chandimal ne Babar Azam se mukhatib hote hue kaha ke mujhe aap ke dastakhat wali shirt darkar hai kyunke main aakhri martaba aap ke madam-e-muqabil khela hoon.
Babar Azam ne muskurate hue nihayat khush ikhlaqi se jawab diya ke main zaroor koshish karoon ga.
Source: MIM News on Facebook




Join the conversation